Monday 6 February 2017

my best book store hindi

my best book store hindi

my best book store

Tuesday 3 January 2017

youtube channel kase bante hai or kaise pesa kmate hai

You tube channel kase bante hai jane hindi me

copyright kaise ho sakti hai

how to create youtube channel & make money 

hello friends 
youtube par channel banne se pahale jan le ki aap you tube se kitna kama sakte ho or aap ko kya kya savdhani rakhani chaiye .
sabse pahli bat to apko me bata du ki aap youtube se unlimited bole to had se bhi jayada kama sakte ho .jo ki apne kabhi socha bhi nahi hoga etna .
par yaha bahut si jankari hona apke ke liye jaruri hai jese ki.eske niyam kanun ka apko bahut hi khayal rakhna chiye Yout-tube par video upload karne se pahle aapko ye janna bahut jaruri hai ki Youtube par kon konse video copyrighted hote hai or hum youtube par kis kis tarah ke video hum upload nahi kar
sakte. Jisse future me hume copyrighting ki problem na ho or
humara adsense account ban bole to band na ho. Is post me mai aapko isi
ke bare me bta raha hu. Umid karta hu ye post all youtube
users ke liye helpful  hogi. Yout-ube par video upload karne se pahle aapko ye janna - jaruri hai ki Youtube par konse video copyrighted hote
hai or hum youtube par kis kis tarah ke video upload nahi kar-
sakte. Jisse future me hume copyrighting ki problem na ho or
humara adsense account  band na ho. Is post me mai aapko isi
ke bare me bta raha hu. Umid karta hu ye post all youtube
users ke liye helpful sabit hogi.
  or dosto Jab koi person pahli bar youtube par video upload karta hai
to kei bar uski khudki created videos bhi copyright ho jati hai. Or
wo sochta hai ki ye video to maine khud banayi hai fir
copyright kaise ho sakti hai. Actualy-Youtube par video
upload karne ke liye hume youtube ki policy follow karni  chahiye.
youtube or Google jab humari video ko delete kar deta hai to    -This videois no longer due to a copyright claim - message show hota-hai. Generally aysa kisi bhi new youtube user ke sath ho sakta hai. Ye you-tube ki common issue hai. I sure is post ko padhne ke bad apke sath ane wale time me copyrighting ki problem
make-money-hindi
 youtube channel kase bante hai or kaise pesa kmate hai
nahi hogi 100%.

1.  Kya mai TV serial ya movies ko record kar upload kar
sakta hu sakti hu.
2. Mai youtube par kis tarah ke video upload kar sakti hu ya sakta hu.
3. Kya mai gaming video youtube par upload kar ke paise
kama sakta hu sakti hu.

4. Maine video khud banaya hai fir bhi copyright kaise ho
sakta hai esa kyu.
5. Kya mai apni video par filmi songs use kar sakta hu kar sakti hu.

 or  bhi Ayse bahut sare sawal hai jo youtube user mujhse aksar
puchte rahte hai. to mai chahata tha ki un sabko iska details
me jawab du- Jisse unke sath dusre youtube users ki bhi help
ho sake to. Isliye mai ye post mere friends or mere all visitors ke
 dosto Agar ap you-tube par video upload kar ke paise kamana
chahate hai to aapko you-tube ki copy-right policy ache se jan
leni chahiye. Jisse ane wale time me apko koi problem na
ho. Kiyuki you-tube par roj hajaro log channel banate hai but
copy-righting ki wajah se sirf 100 hi success ho pate
hai adajan. Youtube par kis tarah ke video upload nahi kar sakte.
Iske bare me mai aapko point se samajha raha hu.
 1. Audiovisual works- TV seral, movies seens or videos
ko record kar ke youtube par upload karna adi.
2. Sound recordings and musical compositions-
Kisi or ki sound Jise pahle se youtube par active ho,
record kar ke ya fir kisi musical compati-tioans ki video
record kar ke upload karna.
3. Written works- Kisi books- lectures, articles, and
musical compositions books se copy kar ke video
banana adi.
4. Visual works- adver-tisements, pain-tings and kisi
posters ki video bana kar upload karna
 karna Ya kisi or ke songs ki chori se recording karna.
5. Legal Audio- Video ke liye sound bahut important hoti
hai. But hum kisi filmi songs - dialogue abcd voice ko
video me add kar youtube par upload nahi kar sakte.
6. Stills and Images: Hum khud ki li photos ko hi video
me use kar sakte hai. Agar aap kisi or ki image ka video
clip bana kar youtube par upload karoge to aapko uski
permission leni padegi.
7. Recording Location-Video banane ke liye aap kisi
bhi public place, park ko shoot kar sakte ho but aapko
private place video me shoot karna manjur nahi hai. Jaise
aap kisi dusre ka ghar and bussiness shoot nahi kar
sakte.
8. Your Age- Youtube par aap tabhi video upload kar
sakte ho jab aapki age 18 years se jyada ho. Kyuki
youtube kabhi bhi apse docu-ments verify kartne ke
liye bol sakti hai.
Is tarah ke sare video copy-right ho sakte hai. Kei bar game ya
kisi or ki recording kar ke youtube par upload karne se video
copyright nahi hota hai. But ye dar humesha rahta hai ki
copyright ho sakta hai. So hume sirf self created videos hi
upload karne chahiy ok.
thanks
coment karna na bhule

How to use SuperSU Me -Kingroot- Busybox Pro -Lucky Patcher-Full guide

How to use SuperSU Me -Kingroot- Busybox Pro -Lucky Patcher-Full guide

How to use SuperSU Me -Kingroot- Busybox Pro -Lucky Patcher

Step- 1 Install the BusyBox App. To begin, head to the Google Play Store from your rooted Android device, then search for and install BusyBox pro. .
Step- 2Install the BusyBox Commands. Next, go ahead and launch the BusyBox app. .
how to use busybox commands on android 

The boot image patcher currently only supports gzip compressed ... Some tips  devices do not use the standard format
FULL VIDEO LYF ROOT  
watch  this video



for comment box  

my