Monday 6 February 2017

my best book store hindi

my best book store hindi

my best book store

Tuesday 3 January 2017

youtube channel kase bante hai or kaise pesa kmate hai

You tube channel kase bante hai jane hindi me

copyright kaise ho sakti hai

how to create youtube channel & make money 

hello friends 
youtube par channel banne se pahale jan le ki aap you tube se kitna kama sakte ho or aap ko kya kya savdhani rakhani chaiye .
sabse pahli bat to apko me bata du ki aap youtube se unlimited bole to had se bhi jayada kama sakte ho .jo ki apne kabhi socha bhi nahi hoga etna .
par yaha bahut si jankari hona apke ke liye jaruri hai jese ki.eske niyam kanun ka apko bahut hi khayal rakhna chiye Yout-tube par video upload karne se pahle aapko ye janna bahut jaruri hai ki Youtube par kon konse video copyrighted hote hai or hum youtube par kis kis tarah ke video hum upload nahi kar
sakte. Jisse future me hume copyrighting ki problem na ho or
humara adsense account ban bole to band na ho. Is post me mai aapko isi
ke bare me bta raha hu. Umid karta hu ye post all youtube
users ke liye helpful  hogi. Yout-ube par video upload karne se pahle aapko ye janna - jaruri hai ki Youtube par konse video copyrighted hote
hai or hum youtube par kis kis tarah ke video upload nahi kar-
sakte. Jisse future me hume copyrighting ki problem na ho or
humara adsense account  band na ho. Is post me mai aapko isi
ke bare me bta raha hu. Umid karta hu ye post all youtube
users ke liye helpful sabit hogi.
  or dosto Jab koi person pahli bar youtube par video upload karta hai
to kei bar uski khudki created videos bhi copyright ho jati hai. Or
wo sochta hai ki ye video to maine khud banayi hai fir
copyright kaise ho sakti hai. Actualy-Youtube par video
upload karne ke liye hume youtube ki policy follow karni  chahiye.
youtube or Google jab humari video ko delete kar deta hai to    -This videois no longer due to a copyright claim - message show hota-hai. Generally aysa kisi bhi new youtube user ke sath ho sakta hai. Ye you-tube ki common issue hai. I sure is post ko padhne ke bad apke sath ane wale time me copyrighting ki problem
make-money-hindi
 youtube channel kase bante hai or kaise pesa kmate hai
nahi hogi 100%.

1.  Kya mai TV serial ya movies ko record kar upload kar
sakta hu sakti hu.
2. Mai youtube par kis tarah ke video upload kar sakti hu ya sakta hu.
3. Kya mai gaming video youtube par upload kar ke paise
kama sakta hu sakti hu.

4. Maine video khud banaya hai fir bhi copyright kaise ho
sakta hai esa kyu.
5. Kya mai apni video par filmi songs use kar sakta hu kar sakti hu.

 or  bhi Ayse bahut sare sawal hai jo youtube user mujhse aksar
puchte rahte hai. to mai chahata tha ki un sabko iska details
me jawab du- Jisse unke sath dusre youtube users ki bhi help
ho sake to. Isliye mai ye post mere friends or mere all visitors ke
 dosto Agar ap you-tube par video upload kar ke paise kamana
chahate hai to aapko you-tube ki copy-right policy ache se jan
leni chahiye. Jisse ane wale time me apko koi problem na
ho. Kiyuki you-tube par roj hajaro log channel banate hai but
copy-righting ki wajah se sirf 100 hi success ho pate
hai adajan. Youtube par kis tarah ke video upload nahi kar sakte.
Iske bare me mai aapko point se samajha raha hu.
 1. Audiovisual works- TV seral, movies seens or videos
ko record kar ke youtube par upload karna adi.
2. Sound recordings and musical compositions-
Kisi or ki sound Jise pahle se youtube par active ho,
record kar ke ya fir kisi musical compati-tioans ki video
record kar ke upload karna.
3. Written works- Kisi books- lectures, articles, and
musical compositions books se copy kar ke video
banana adi.
4. Visual works- adver-tisements, pain-tings and kisi
posters ki video bana kar upload karna
 karna Ya kisi or ke songs ki chori se recording karna.
5. Legal Audio- Video ke liye sound bahut important hoti
hai. But hum kisi filmi songs - dialogue abcd voice ko
video me add kar youtube par upload nahi kar sakte.
6. Stills and Images: Hum khud ki li photos ko hi video
me use kar sakte hai. Agar aap kisi or ki image ka video
clip bana kar youtube par upload karoge to aapko uski
permission leni padegi.
7. Recording Location-Video banane ke liye aap kisi
bhi public place, park ko shoot kar sakte ho but aapko
private place video me shoot karna manjur nahi hai. Jaise
aap kisi dusre ka ghar and bussiness shoot nahi kar
sakte.
8. Your Age- Youtube par aap tabhi video upload kar
sakte ho jab aapki age 18 years se jyada ho. Kyuki
youtube kabhi bhi apse docu-ments verify kartne ke
liye bol sakti hai.
Is tarah ke sare video copy-right ho sakte hai. Kei bar game ya
kisi or ki recording kar ke youtube par upload karne se video
copyright nahi hota hai. But ye dar humesha rahta hai ki
copyright ho sakta hai. So hume sirf self created videos hi
upload karne chahiy ok.
thanks
coment karna na bhule

How to use SuperSU Me -Kingroot- Busybox Pro -Lucky Patcher-Full guide

How to use SuperSU Me -Kingroot- Busybox Pro -Lucky Patcher-Full guide

How to use SuperSU Me -Kingroot- Busybox Pro -Lucky Patcher

Step- 1 Install the BusyBox App. To begin, head to the Google Play Store from your rooted Android device, then search for and install BusyBox pro. .
Step- 2Install the BusyBox Commands. Next, go ahead and launch the BusyBox app. .
how to use busybox commands on android 

The boot image patcher currently only supports gzip compressed ... Some tips  devices do not use the standard format
FULL VIDEO LYF ROOT  
watch  this video



for comment box  

Sunday 1 January 2017

blogger or you tube tips hindi kaise kam karte hai

 blogger or you tube tips hindi kaise kam karte hai

YouTube or Blog-ging ke bad internet se online paise kamane ka
dusra sabse badhiya tarika hai. Bahut se log you-tube se lakho
rupes kama bhi rahe hai. You-tube se paisa kamana bahut
aasan hai. Aapko sirf video create karke you-tube par upload
karne hote hai but new you-tube partner ko apne videos par
views kamane me taklif hoti hai . So aaj main apko is post 
me kuch aes itips bta raha hu jinhe follow karke ap apne
you-tube channel ka traffic increase kar sakte ho.
Youtube platform ek aesi jagah hai jaha apko har tarah ki
movies, videos, songs, dialogue and other qualities ke videos
mil jayenge . People you-tube par bahut tarah ki videos upload
karte hai but unme se kuch logo ki videos par lakho views
hote hai or kuch ki videos par bahut kam views hote hai .
net- Internet par you-tube sabse popular videos upload karne ka platform 100% hai. Latest moves trailer, short films, 
media or bhi. har tarah ki video is par mojud hai. Maine bhi
you-tube se already achhi earning ki hai and i hope aap bhi
youtube se paise kama rahe honge agar nahi to aap humari
blog Se Paise Kaise Kamaye Full jankari
padh kar iske bare me jan sakte ho 100% . Actually  ye humare
 smart kam ka kamal hota hai. Ek insaan
apni video par 10,00 views nahi kama pata or ek insaan
daily lakho views kama leta hai. Agar aapke sath bhi youtube
videos par views anhi hone ki problem hai to is post me btayi gayi
tricks aapke liye hi hai !However  Youtube par more views pana 
koi easy work nahi hai but agar ap right steps use karo to apni videos par jalldi effectively views in-crease kar sakte ho or achhi earning kar sakte ho. Agar aap attr-active, worth­-watching content vale-videos upload karte ho to ye tips apke liye master trick sabit hogi.
 Bilkul website / blog content ki tarah hi youtube videos ke
liye bhi title most jaruri hota hai. Ap jab bhi you-tube par
koi new video upload karte ho to apse uske liye custom title
set karne ke liye kaha hata hai.  Ek behtar title jiski search
 rank or impres-sing achhi ho
aapke lakho vies dila sakta hai. Video topic ka achche se
search engine optimization kare or usme top level keywords
add kare fir
blogger-hindi-youtube-hindi
blogger or you tube tips hindi kaise kam karte hai

 esha research karke video title select kare. Aap google
keyword planner tool par mostly used key-words search kar -sakte hai. Iske alawa aap semrush jaisi other key-word
researching tool par bhi key-word search kar sakte ho ya fir
aap di-rect google me key-word tool ka istemal kar sakte ho .Apka youtube channel search engine se quality organic
traffic receive kar sakta hai but agar ap apne youtube
channel ke liye ek blog bana lo to or bhi jyada bad-hiya hoga.
Ye bilkul kisi bhi kam ke 4 chand lagane jaisa hai.
Kyuki ap na sirf blog-par apne video share karke unka
promotion kar sakte ho balki blog par bhi google adsense ke
ads laga kar usse bhi ear-ning kar sakte ho. Isse ap ek kam
se do tariko se paise kama sakte ho. Apke youtube videos ka
promotion bhi hoga or aapki you-tube se alag extra earning
bhi hogi 100%.
Iska sabse good benefit ye hai ki ap youtube par video ka
title select karne ke bad use blog par kisi or title se share kar
sakte ho. Isse apko ek hi videos par search engine se 2 topics
se traffic milega100%.
Suppose ap you-tube par “How to Increase Youtube Views 10
Effective Tips” title se video up-load kar rahe ho to ap isme
kuch SEO optimizing karke title ko change karke blog par
share kar sakte ho or jyada organic traffic kama sakte ho100%
OR Iske alawa ap blog content me apne youtube videos ka link
and youtube channel ka URL bhi add karke traffic increase
kar sakte ho and ap blog post me direct youtube subscribe
button add karke youtube subscribe list increase akr sakte ho!
 Youtube ne logo ko attract karne ke bahut sare features diye
huye hai jese. Jaise video ko or jyada attr-active banane ke liye
custom thum-bnail add karna ka feature diya hua hai jo bahut
hi shandar hai. Yeh totruly youtube par views badhane ka
significant factor hai.
Main apko personally suggest karunga ki aap har ek video
me custom thumbnail set kare. Iske bina video adhura hota
hai or customer ko jyada impress nahi kar pata hai. Agar aap
ek achhi thumbnail video par laga lete ho to usi se aapko
achha traffic mil sakta hai
 Iska main  karan ye hai ki bahut si video par random
thumbnail better nahi hoti hai or usi ki wajah se user us video
ko aovid kar dete hai. So ap us video me custom thumbnail
design karke add kar do to video adhik attr-active ban jata hai.

Agar apko lagta hai ki ap har bar video ke liye thumbnail
kaha se create kare to iska sabse achha tarika hai ki aap apne
video ke kisi acche seen ka screenhot laga kar usi video par
set kar sakte ho. Isse apka time west nahi hoga or aapko
thumbnail design karne me ghanto nahi lagane padenge.
 people video dekhne se pahle uski details read akrna pasand
karte hai ki is video me kya-kya hai. Video ko deeper look
dene ke liye description bahut jaruri hai.
Video description me aap major key-words and other ralted
key-words use kar sakte ho or agar apki is video ke bare me
koi post hai to ap uska link yaha add kar sakte ho ya apne
blog and other community ke bare me yaha likh sakte ho.
Iske alawa ap isme apni social profile links and other details
bhi add akr sakte hai taki user apse connect rah sake. Video
description add karne se apke youtube channel ki ijajt
badhti hai.
Bahut se user jo video dekhne se pahle video description
padhna padand karte hai. Unke liye aap description me video
me btayi jankari ke 4­5 step btaye isse log aapki video me
jyada interested honge.
  Or According to personal ex-periences and suggestions, sirf
face-book twitter par hi content share karna enough nahi hota
hai. Agar aap aesa sochte ho to aap bilkul galat ho or apko
abhi iske bare me or sikhne ki jarurat hai.
Social media all online business me ahem role karta hai. Iske
bina apne content ko promote karna bahut hi mushkil ho jata
hai jese. Agar ap abhi tak apni videos ko facebook, twitter, google
and other social site par share nahi karte ho to abhi se shuru
kar hi de.
Social met-working plat-form ke alawa ap social book-marking
sits and othe communities par bhi apni videos ko share kare.
Reddit bhi videos share karne ke liye achha results dene wala hai
 Is par aap na sirf video ko share kar sakte hai balki apne
friends ko apna channel subscribe karne ke liye invite bhi kar
sakte ho.
 Ye metter sabse important hai kiyuki isi se apki you-tube
videos google me high rank par a sakti hai. Google you-tube
videos ko top par lane ke liye videos quality check karta hai.
Iske liye usne you-tube ke liye different algorithms bana rakhi
hai.

my