Saturday 31 December 2016

how to make money by Read Email hindi

how to make money by read email HINDI

 how to make money by Read Email hindi 

 dosto ap bhi Email Padh Kar Per bhi aap Month 1000 se 10000 Rupees Kamane Ki 4-5 Websites
bhart me lakho log yse hai jinhe pade likhe hone par bhi kaam
nahi milta hai. so kam income or kharche jyada hone ki wajah
se bahut problem hoti hai. ayse me agar kisi ko internet ke
bare me thodi bhi jankari ho or wo google email ke bare me
janta ho to internet par ysi websites available hai jo apko
email padhne ke paise deti hai. agar apko internet se paisa
kamana hai to ap din me bas 30-­40 minutes Email padh kar
paisa kama sakte ho. Internet aj online paise kamane ka aysa asan tarika ban chuka hai. jis se ap ghar baithe online work kar 15, 00 se ­20, 000 rupes aram se kama sakte ho. internet par veyse bahut se
kaam hai. apko pjo pasand ho wo kaam kar sakte ho. in my
 Internet se paise kamane ki bat bilkul sahi hai. bas ap is bat
ka dhyan rakhe ki ap jis company ke sath kaam kar rahe ho
MAKE-MONEY-BY-READ-EMAIL
MAKE MONEY READ EMAIL
wo apke sath dhoka to nahi kar rahi hai. so online koi bhi
kam tabhi shuru kijiye jab aapko us website ya company par
pura bharosha ho. becoz internet par fake website bhi bahut
hai jo apse work karwane ke bad payment nahi karti hai.
 Ye sabhi sites apse sign up karne ya work karne ka koi
charge nahi leti hai. aap free me sign up karke in websites par
online work kar money earn kar sakte ho. sabse achi bat ye
apse paise lene ki jagah apko hi sign up karne ke paise deti
hai.
Is post me mai apko in websites ke bare me bta raha hu jo
apko daily email padhne ke paise degi. apko in ke mails
daily padne hai or ap din me jitne e mail padoge  utni apko usi
ke hisab se paise milenge.
 mail se paise kamane ki matrixmails ek bahut achi website hai.
ye websites 2002 se kam kar rahi hai. is website par apko
email padne, offers par click karne or mail me btayi sites par
visit karne ke paise milte hai. sath hi aap is website ke bare

Friday 30 December 2016

EARN MONEY BY WE ONE AAP HINDI URDU ANY MAN WOMAN

EARN MONEY BY WE ONE AAP HINDI URDU  ANY MAN WOMAN  

We  One App is been Patented by Govt. Of India - It is 100 %  Genuine and absolutely Free hai
अब होगा डिजिटल इंडिया का सपना सच. इंडिया में धूम मची हुई है  इस अनोखे एवं जादुई Appllication की। इस Apps के साथ आज ही जुड़े और कमाए लाखों रूपये.
ऐसा मौका ना गवाएं आज आपका एक कदम आपको माला माल बना सकता है Sayd.
आइये एक शानदार plan की शुरुआत fast करें .
=  or अभी Abhi We One का शुरुआत का टाईम है.  जो आज से शुरू किया वो 101% आगे जाकर 50 हजार se 100000+] महीने के कमायेगा 100%.
OR  1 साल बाद आप करोगे तब आप नए -नए होंगे 0 से शुरुआत करेगे  तब आपका कोई दोस्त Platinum  Diamond बना होगा लाखों में उसकी टीम होगी। महीने के हजारो लाखो कमा नहीं  छाप रहा होगा ।
OR तब आप सोचेगे यार मुझे भी तो 5 - 7 महीने पहले मौका मिला था तब मैंने दूर का नहीं सोचा और शुरू नहीं किया fir , तब मैं शुरू करता और थोड़ा बहुत काम करता  दिन का 30 मिनिट या 1 घंटे तो आज में Platinum  Diamond होता,60,000 से 3 लाख rs. महीने काम रहा होता.
0R मैं हमेशा कहता हु। छोटे विजन के साथ काम ना करे बड़े विजन और लम्बी प्लानिंग और टार गेट के साथ काम hi  करे।
 आपका कल आज के काम से आज के निर्णय से अच्छा बनता है .
How To Join We-One app very easy.
1  प्ले स्टोर से We One Application को Install करे fir.
2  WeOne को Open करे or  .
3  मोबाइल नंबर वेरीफाई करे cahe jo bhi.
4  Refer Code ➡3ffnl  डाले.
5  फिर अपना नाम  Email ID  जन्म तारीख ये डिटेल भर दें cahe jo bhi
6  अब आपका Registration Complete  हो गया है to 
7  होम स्क्रीन पर हर रोज 3 वीडियो 30 सेकण्ड से 1 मिनट के आयेंगे उन्हें देखे.kam khatam
8  वीडियो देखने के जो पैसे मिलेंगे वो आपके We One Account में 24 घंटे में अपडेट हो jate hai.
9   WeOne में अपनी Profile को ओपन करे वहाँ आपकी Refer ID होगी उसे apni  नोट करके आप अपने दोस्तों को ज्वाइन कराये vo bhi bilkul free
 We-One में 10 लेवल तक इनकम hoti hai
or चौकाने वाली बात इसमें आप 50रु होते ही अपने बैंक में Transfer कर सकते हो।
Refer Code, ➡3ffnl  नोट करलो! 
1  OR  जो लोग एक दिन में पैसे वाले बनना चाहते हैं वह लोग इसे बिल्कुल Down-load ना hi करें .
2   अपनी Income Start करने के लिए कम से कम 2 लोगों को R-EFER करना ज़रूरी है yes
ये सच्चाई है ।  इसे सिर्फ एक मैसेज़ na समझे ये आपकी ज़िन्दगी बदल सकता है100% पर ये आपके काम पर निर्भर करता है। की आप इसे करते किस गंभीरता से है।
For Assistance Call or Whats-app on +919723227800
do sabad jarur likhe niche coment box me.......

Wednesday 28 December 2016

how to make super blogger tips blog kaise banate hai

how to make super blogger tips blog kaise banate hai

how to make super blogger tips Blog  Ko Istemal Kaise Kare or kaise acha banaye...
 Blog  Ko Istemal Kaise Kare
dosto me aapko batane ja raha hu vo sayad kisi ne na kaha ya bataya hoga.
 Aapki site ko kitne log like karte hai apne kbhi socha hai
yahi aapke blog ko memorable banata hai. Sabhi chahate hai
ki unki site ka sabse jyada pasand kiya jaye or unki site par
sabse jyada traffic ho. Insan ko uski personality great banati
hai. Aaj main aapko apni personality ka istemal kar blog ko
great, success, memorable banane ke bare me btaunga.
Aayiye jante hai blogging me apni personality ka istemal kaise
kare or apni site ko successful, memorable kaise banaye
 Aapse ek sawal pucha jaye ki  Aap kitne blog ke bare me jante
hai?  to aapke jawab me only 5 to 10 blog nad blogger hi
honge. Aap ye question kisi bhi blogger se puch sakte hai uska
 bhi javab  yahi hoga fir chae wo 1, 2, 3 to 10 year se blogging
kar raha ho.
 net- Internet par lakho blogs hai but sirf kuch hi aese memorable
blog hote hai jo humare dimag me bas jate hai. Unka design,
writing skill sabkuch humare man me aesi jagah bana lete hai
jaise wo koi apna hi ho. Kya aapne kabhi socha hai ki aesa kyuhota hai or sabhi blog humare ming me jagah kyu nahi banapate hume sabhi se itna lagav kyu hota hai.
Main or aap, hum sabhi daily bahut sare blog read karte hai
but unme se hum sirf 5­10 blog ko hi like karte hai. Iska sabse
bada reason hai humare favorite blog par sabse alag
personality ka istemal kiya jana. Hume un par wo content
padhne ko milta hai jo sabhi par nahi milta.
 Jis site par other websites se matched content ho hum use
kabhi bhi apni favorite list me add nahi karenge. Humari top
best list me sirf wohi blogger or unke blog hote hai jo sabse
alag or different tarike se work karte hai. Humare jaise
sochne wale or humare jaisa work karne wale bahut hai. Balki
yu kaho ki humse bhi badh kar talented logo ki bheed hai.
Hume is bheed se aage nikal kar sab ke samne aana hoga.
 kal , hum isi ke bare me bat karne wale hai ki hum kaise
apni personality ka istemal kar apne blog ko lakho blogs ki
bheed se bahar nikal kar stage par la sakte hai. Tabhi hum
apne field me star ban payenge warna dusro ki tarah similar
blogger ban kar rahe jayenge.
 Har insan ki alag personality hoti hai. Uska work karne ka ekalag tarika hota hai. Aap me bhi kuch na kuch sabse alag jarur
hoga. Aapko bas use pani site par dikhane ki jarurat hai.
Aapka talent hi hai jo aapko aage tak le ja sakta hai. Iska pata
hume tab chalta hai jab humare reader kahte hai ki hume
aapki writing skill dusro se jyada pasand aati hai.
Humara content likhne ka tarika him hame dusro se alag
banata hai. Bhale hi hum usi topic par likhe jis par pahle se
bahut se log likh chuke hai humari writing skill dusro se
better hogi to us content ko pahle se read akr chuke user bhi
fir se read karna pasand karenge.
Although, degree important hai but main degree se jyada
insan ke talent ko dekhna sahi samajhta hu. Agar aap me kisi
kaam ko karne ka talent ya experience nahi hai to aapki
degree koi kam ki nahi. So kabhi ye na soche ki humare
competitor ke pas hamse jyada degree hai or hum usse aage
nahi ja sakte.
Aap sabse aage ja sakte ho bas aapko jarurat hai apni alag
pahchan (Distinct Personality) banane ki or uske liye aapko
sirf apne dimag ko sahi istemal karne ki jarurat hai.
Examples, Shah rukh khan ek aesa insan tha jiska bollywood
me kuch bhi nahi tha or na hi uske pas koi badi degree thi fir
bhi wo bollywood ka badshah ban gaya. Iski wajah uska hard
work or uska sabse alag andaz me kaam karne ka tariak tha.
Bas hume bhi uski ki tarah kuch alag pahchan banani
hogi. Hume bhi kuch aesa karna hoga jo abhi tak kisi ne nahi
kiya tabhi sabhi ki juban par humara or humare kaam ka
naam hoga.
make-money-super-blogger-tips
super blogger tips
 Ye motivational article nahi hai or hume blogging par bat
karni hai. Apne blog design, content writing skill,
management and other all work ko sabse different banaotabhi log aapke blog ko yaad rakhna shuru karenge.
Anyhow, main aapko suggest karunga ki dusro ki tarah kaam
karna chordiye or apna khud ka plan bana kar work start
kijiye fir dekhna aapki success train ki speed kitni boost hoti
hai.
 Apne content or featured image ke liye ek fix size set kare.
Har image me apna watermark add kare. Image text apni 
style me likhe.
Mostly khud ki image create kare.Image ko baki sab se
 different look de.
Aapki image jitni good looking hogi user ko utna hi attract
karengi. Blog content me image ko isiliye add kiya jata hai
taki user image ko dekh kar post content ke bare me jane use
pasand karke us par click kare. Post title, headlines ki tarah hi
image bhi content ka important part hoti hai.
 So dusro ki image content me add karna band kijiye or apnikhud ki images develop kijiye. Aap aesa kar sakte ho or koibhi aesaa kar sakta kyuki image create karna bahut easy hai.
Main jab tak apne content ke liye ek achhi image nahi bana
leta mujhe content likhne me maja nahi aata.
 Mostly 70% blogger dusre blogger ke content dekh kar kuch
usi type se writing karte hai. I sure aesa sabhi ke sath hota hai
but hume hamesha ke liye sticky nahi rahna. Hume apna
talent apni writing personality ka pata lgana hoga.
Jis din aap aesa kar loge aapke content or aapke blog par
bahut sare audience honge. I know ye aasan nahi hai. Kisi ko
apne hunar ka pata starting me hi chal jata hai or kisi ko iska
pata karne me mahine ya fir saal bhi lag jate hai.
Hume jitni jaldi ho sake apna hunar talash karna hai. Iska
sabse acha tariak hai aap bina kahi se idea le kar content
likhna shuru kare.
 Aapki style bilkul wesi honi chahiye jaisa aapka diamg
chahata hai. Agar aap without idea ke content likh pa rahe hai
but fir bhi aapko apne andar ki power pata nahi chalti to aap
long more long content write kare. Jab hum apne dimage se
writing karte hai to ek time ke bad humare dimag me idea
aane band ho jate hai. Bas usi ke bad humara talent samne
aane lagta hai. Isi waqt hume pata chalta hai ki hum kya kar
sakte hai.
Har insan se galti hoti hai but kuch mistake aesi hoti hai jinka
humare work par bahut bura asar padta hai. Content writing
me sabse badi galti hoti hai grammar and spelling mistakes.
Aap quality content likhte ho or usme bahut jyada spelling
and grammar mistakes hai to koi bhi aapka content read
karna nahi chahega.
 Sirf itna hi nahi jin words se reader ko tension or boring ho
wese words ka istemal karne se bache. Aapka content read
karne me clear or easily samajh aana chahiye. Aapka content
dusro se kitna better or effective hoga ye aapki personality
par depend karta hai
 Jis tarah 5 rupees ka chips ka packet lene par uska test
samajh na aane par people use feck dete hai same wese hi
aapka content samajh nahi aane par log aapke blog ko avoid
kar dete hai.
 Aap kisi matter par likho bas apne readers ko satisfy karo.
Bhale hi aapko 2,000, 5,000 ya isse jyada words me content
likhna pade. Jab hum content likhte hai to ye jarur sochte hai
ki ise padh kar logo ka kya respond hoga. Ise read karke user
kaisa feel karenge.
 Jab aap complete content write karoge to old reader aapki
site par wapis aana pasand karenge. Halanki unki nazar me
or bhi site or blog honge but unhe wishwas hoga ki aapki site
par unhe full information mielgi so kisi or site par visit karne
se kya fayda.
Jab aap apne bare me likhte ho to aapke content me aapki
personality clear dikhayi deti hai. Sabse badi bat ye aapke
readers ke liye memorable hoti hai. Aapke reader aapke blog
ki posts ko bholla sakte hai but blog par aapke bare me likhi
gayi post ka ek ek words unko yaad rahega.
 Agar aap apne readers ko apni story nahi bta sakte ya fir aap
aesa karne me hitkichate ho to aap kisi or se apne story write
karwa sakte ho. However, apne readers ke sath apna
experience or apne blog ka experience dono share kare taki
aapki wajah se kisi or ko bhi help mil sake.
Sirf apne bare me hi nahi aapke sath work karne wale or
jinhone ne aapki successful hone me help ki aapki kahani me
un sabhi ka bhi jikar hona chahiye. Aap chaho to other
blgogers ko interview de kar bhi apne thoughts share kar
sakte ho.
Blog  ki duniya me aap jitna jyada success ho oge otherblogger unta hi jyada aapka interview lena pasand karenge.
Aap email ya other messaging service se interview de sakte ho
ya face to face video interview ho to bat hi kuch or hogi.
 Agar hum sahi tarike se mehanat karenge to paisa or duniya
dono humare piche bhagenge. Ye duniya usi ko salam karti
hai jo success hai. Kisi bhi cheez ko pane ke liye humara uske
kabil hona jaruri hai. Jis din hum uske kabil ho jayenge god
or duniya wo cheez aapko bin mange la kar de degi.
good luck...
niche coment jarur kare

SEO Search Engine Optimization 2016-17 Trends in Hindi

Google Search Engine Optimization

SEO Prepare 2016-17
google kya hai hai or ye kaise kam karta hai janathe hai....
Google ne kabhi nahi kaha ki aapke pages ki ranking google
search results me permanet top par bani rahegi. But fir bhi
hum articles likh kar bhool jate hai or sirf new content par hifoucs karte hai. Ye bilkul wesa hi jaise dusra bachha paidahone par pahle wale bachhe ko bhool jana.
Ye digital marketing ka time hai or aapke old formula yaha
kaam anhi karenge. Last 10 month me SEO me bahut sari
updates huyi hai jin me se kei ke bare me mai nalready bta
chuka hu. Halanki kyo nahi janta ki aane wale 2017-18 year me
kya hoga but fir bhi yaha btayi gayi prepare tips aap sabhi ke
liye useful sabit ho sakti hai
aapko traffic kamana hai to aapko SEO ke bare me sikhna
hi hoga palhe se SEO prepare karni hogi or uske step follow
karne honge. Mere hisab se behtar hoga ki aap bhi google ki
trah idea banana sikho or pahle se hi future plan bana lo ki
aane wale time me aapko kya karna hai.
 There are several changes in voice search 2016-17
1. Location based content.
2. Previous searches.
Google-Search-Engine-Optimization-SEO-Prepare-2016-17
Google Search Engine Optimization
SEO Prepare 2016-17
3. Personalized information.
4. Context based on frequenlty used apps.
5. keyword research based on spoken queries.
Isiliye voice search ko avoid karna sabse badi mistake hogi.
Google or other isme day by day improving kar rahe hai. Aane
wale dino me typing search par voice search ka war sa hoga.
Main nahi janta is bare me aapke kya plan hai or aapki site
voice search ko kaise handle karegi. But aapko is bare me
sochna shuru kar dena chahiye.
 computer ki jagah apne smartphone par hi websites ko open
krte hai.
Aese me google chahata hai ki wo mobile user ko right andgood information share kar sake. Last month google ne
announcement bhi kiya hai ki ab google desktop se pahle site
ka mobile version index karega. Aese me aap site ko mobile
responsive bana kar mobile users se jyada traffic kama sakte
ho.
Mobile optimization already SEO ke liye important hai. But
2017 m dekhna ye 100% jaruri ho jayega or sabhi ko ise
follow karna hoga.

 Hum sawal puchte hai or google unka jawab deta hai.
Lagbhag 90% internet user koi bhi problem hone par uska
Google-Search-Engine-Optimization-SEO-hindi
youtube seo


jawab sabse pahle google me search karta hai. Google hume
rich and snippets answer provide karta hai. I mean google
kuch special or brand information ko alag promoting feature
ke sath show karta hai.
 Iske alawa aapne search result me star content and videos.
music ko alag tarike se show hota dekha hoga. Agar nahi to
aap abhi google me kisi ek actor ki movies ke bare me search
karo. aapko slider me resutls dikhayi denge. Ise aksar
“Schema Markup” kaha jata hai.
Iske alaga google SERP yani search engine result pages me
bhi changes kar sakta hai. Best websites ke content ko
samajhne or or unhe better tarike se search engine me show
karne ke bare me google or bhi kadam utha sakta hai. Uske
bad user n sabhi sites ko avoid karne lag jayenge adhura and
short content share karte hai.
Abhi google sirf ek hi result ko mark up karta hai but aanewale time me ek se jyada results markup honge. Example ke
liye aap google me khana banane ke bare search karoge to
google uski banane ki process ke sath us food se hone wale
nuksan or fayde ke content ko bhi highlight karke show
karega.

 2017 me aapko kuch alag type se content optimize karne
ki jarurat hogi. Aapko pahle se aesi SEO prepare karni hogi jo
aapko aane wale time me good result dila sake. Aap ye SEO
perpare jarur yaad rakhe.
There are you see some examples:
1. Investigate: User aapki site par kya search karte hai or
aap unke unke question ka answer kis tarah se dete hai
kis type ki information provide karte hai.
 2. Optimize: Aap researching karke kis patarah content
ko optimize karte ho or kis tarah aap consumer ki story
readers ko kis experience se btate ho.

3. Adjust: Google analytics ki report check karo or uske
sath friendly raho ye aapke best friend ki tarah online
business me aapki help karta hai.

Inke alawa sabe bad ibat aapki SEO knowledge kaam aayegi
aap abhi tak SEO ke bare me kya jante ho or aane wale time
me kya janna chahate ho. Aapki SEO prepare trends kya hai
or aap abhi kya SEO prepare kar rahe ho.
 Cross­channel and multi­channel marketing sunne me to ek
jaise lagte hai leki real me dono ek dusre se kafi alag hai or
dono me kafi different hai. Cross channel ka matlab aap ek se
jyada kei several channel ka alag alag istemal karte ho. Multi
channel ka matlab aap ek hi platform par kei channel ka ek
place par istemal karte ho.
Example ke liye aap kisi mobile application se kisi product ka.
 Jabki multi channel me aap sabkuch ek hi platform se karte
ho or aap user ko apni hi site ke kisi part ya extenssion par
move karte ho. ab dekhna ye hai ki google kis type ki sites ko
jyada like karta hai or kis type ki sites ko google se jayda
benefit milta hai.
 a blog jo video ke sath post karta hai use vblog kahte hai.
Vblog ka matlab hota hai video blogging. Dusre word me ise
vblogging or video blogging bhi kah sakte hai. Aaj ke time me
user content read karne ki jagah video ke throgth sikhna
jyada pasand karte hai.
 I hope 2017 me vblog par jyada focus kiya jayega. Jin post
content me video bhi add hoga gogole unhe top par show
karega. Bahut se blogger already ye kar rahe hai. Wese bhi
main bhi kahunga ki jis psot me uske steps ka video mil jata
hai to maza aa jata hai. Sab kuch 2 minute ka video dekh kar
clear ho jata hai.
So aap ko suggest karunga ki aap post content likhne ke sath
uske liye video banana bhi shuru kar dijiye. Kyuki future me
iski aapko sakht jarurat padne wali hai.
 I hope aapko ye 2017 SEO prepare wali post pasand aayegi.
Agar aapke pas 2017 SEO prepare ke bare me koi information
hai to comment me hume uske bare me jarur btaye. Aapki
tips is psot me mention kar di jayegi. Halanki main bhi is
article ko update karta rahunga.
or jyada jankari ke liye coment kare.

Tuesday 27 December 2016

MAKE MONEY ONLINE Champ Cash sign up का $1

MAKE MONEY ONLINE Champ Cash sign up का $1

MAKE-MONEY-ONLINE-Champ-Cash-sign-up-62RS.
MAKE MONEY ONLINE Champ Cash sign up का $1

MAKE MONEY ONLINE Champ Cash  HINDI

यहा आप सिर्फ Joining से पैसे नही कमाते हो बल्कि j  और भी काफी trik है । आईये जानते है कौन-कौनसे trik hai?
 Earn More - Champcash में आप और ज्यादा पैसा कमाना चाहते है तो  Earn- More ऑप्शन पर a क्लिक करो और Extra Apps Install करो हर app के आपको a पॉइं ट्स मिलेंगे 1000 पॉइं ट्स का मत लब $1है।

=> Shop and Earn  - अगर आप Online Shop ping  करते हो तो यहा से बहुत पैसा कमा सकते हो ।  Champ cash से आप Amazon, Flipkart, Snapdeal, Jabong, Myntra, Shopclues adi site से शॉपिंग करते है तो आपको कमीशन मिलेगा इतना ही नही आपकी टीम में भी शॉपिंग होने पर आपको कमीशन मिलेगा । चैम्पकैश से Shop ping करो और पैसा कमाओ।

=> Open Champ-cash & Earn Money :- आज तक जो किसी कम्पनी ने नही किया वो champ-cash ने कर दिखाया है । जी हा दोस्तो आप Champ-cash को  जितनी बार भी Open करोगे या इसके किसी भी पेज को Open करोगे तब  आपको किसी भी कम्पनी की एड दिखाई देगी , इसे 3-4 सेकन्ड तक देखने से  Income होगी ।  इतना ही नही अगर आपकी टीम मे से भी कोई ऐसा करेगा तब भी आपको Income होगी । हर मेम्बर को 1 दिन में कम से कम 200 एड देखनी चाहिए । ध्यान रहे आपको एड पर कभी भी क्लिक नही करना है । बैक बटन press करना है ।
j Income Junction :- Champ cash में Income  a Junction से आप बहुत तरीको से पैसा कमा t पाएंगे । जैसे- गेम खेलकर  a वीडियो देखकर ,वेबसाइट खोलकर ,Survey एंड Opinion से। इतना ही नही आपको तो आपके काम की इन कम मिलेगी ही साथ ही a आपकी टीम के 7 लेवल तक आपको कमीशन आयेगा ।
भविष्य़ में चेम्पकैश के अंदर हजारो ऐसे Options आने  a वाले है जिसकी आप कल्पना भी नही कर  a सकते और उनसे होने वाली कमाई भी a जबर दस्त होगी ।
दोस्तो जेसा की आपने जाना की हमे हर तरह से 7 लेवल  a तक In come आती है , जिसकी जितनी बडी टीम होती है उसकी In come भी उतनी ही  a ज्यादा होती है ।  अगर आपने अभी तक टीम नही बनाई तो   a सबसे पहले आपका  काम टीम बनाना  a Joining करवाना है । मार लो बाजी दोस्तो नही तो बहुत  a पछता ओगे  जब आपको कोई दोस्त Champcash से हजारो rs. कमा रहा होगा ।
Champ cash में अपनी टीम कैसे बनायें a और कैसे Unlimited Earning करे ?
Refer sponsor id- referral code---10460238

  •  सबसे पहले अपने आस -पास के  logo को प्लान दो a।  उन्हे Join करवाओ ।

  •  फेसबुक पर ज्यादा से ज्यादा फ्रेंड्स a लिस्ट बनाओ। ऐसे ग्रुप मे Join हो जिसमे ज्यादा  a मेम्बर हो ।
  •  डेली फेसबुक पर जितने ग्रुप्स में आप हो, उनमे दिन में 2 बार चेम्पकैश इमेज के साथ  प्रमोशन का मेसेज पोस्ट करो।

  •  फेसबुक पर अपनी प्रोफाइल में भी दिन में  2 बार इमेज के साथ चेम्पकैश प्रमोशन का मेसेज पोस्ट करो।

  •  फेसबुक पर अपने फ्रेंड्स को टैग करें a चेम्पकैश के प्रमोशनल पोस्ट में।
  •  अधिक से अधिक  (Multi Level Marketing) ग्रुप्स  ज्वाइन करें  a और अपनी पोस्ट डालें।
  •  आपने जिनको ज्वाइन कराया हैं यानि आपके  a फर्स्ट लेवल वाले , उनके साथ ग्रुप्स बनायें a उन्हें चम्प्काश का मटे रियल उपलब्ध कराये ।


  •  कुछ पम्पलेट छपवा ले और मोबाइल शॉप, किराना दुकान पर चिपकाएँ और बसों पर , ट्रे न पर भी चिपकाएँ।  पम्पलेट पर अपना  Refer  ID  और मोबाइल न. जरुर डालें।

  •  आपके Down line ( टीम ) में जब कोई भी थोड़ी टीम बना ले तो उसे भी अपना whats app ग्रुप बनाने को बोले और उस ग्रुप में खुद को उनकी a टीम के साथ ऐड करने को बोले और उन्हें भी ग्रुप्स में जो मटे रियल मिलता हैं  उसको समय समय पर a  टीम को ग्रुप में सेंड करने को बोले।
  • EARN-Money-Champcash,
    EARN Money Champcash, 
  •  Whats app पर ब्रॉड a  कास्ट ग्रुप बनाये। .. ब्रॉड कास्ट ग्रुप में आप 200 लोगो को ज्वाइन करा सकते हैं। उसमे अपने  a फर्स्ट लेवल वालो को ज्वाइन करें और हो सके तो 2nd लेवल वालो को भी और आपको जो   a भी मटे रियल मिले,  चम्प्काश से रिलेटेड उसे आप  ब्रॉडकास्ट ग्रुप में शेयर करे।

my